Monday 29 September 2014

Sai Ram Sai Shyam Sai Bhagwan song with lyrics and video


Sai Ram Sai Shyam Sai Bhagwan Lyrics

---------------------------------------------------------------

Om Sai Ram, Om Sai Shyam, Om Sai Bhagwan

Sai Ram Sai Shyam Sai Bhagwan,Shirdi Ke Data Sabse Mahan

Sai Ram Sai Shyam Sai Bhagwan,Shirdi Ke Data Sabse Mahan

Karuna Ke Sagar Daya Nidhan,Shirdi Ke Data Sabse Mahan

Sai Ram Sai Shyam Sai Bhagwan,Shirdi Ke Data Sabse Mahan

Sai Charan Ki Dhul Ko, Maathe Jo Lagaoge
Punya Charon Dhaam Ka, Shirdi Mein Hi Paoge
Hoga Tumhara Wahin Kalyan,Shirdi Ke Data Sabse Mahan

Sai Ram Sai Shyam Sai Bhagwan,Shirdi Ke Data Sabse Mahan

Koi Shahanshah Unko Kahe,Shivka Hi To Rup Hain
Chhaya Hain Wo Dharm Ki,Karm Ki Wo Dhup Hain
Padhate Jo Aaye Hain Ved Puran,Shirdi Ke Data Sabse Mahan

Sai Ram Sai Shyam Sai Bhagwan,Shirdi Ke Data Sabse Mahan

Manawata Ke Sai Ravi,Daya Ke Sai Chaand Hain
Sanchi Prem Dor Se Rahe,Wo Sabke Baandhe Hain
Mandir Masjid Ek Samaan,Shirdi Ke Data Sabse Mahan

Sai Ram Sai Shyam Sai Bhagwan,Shirdi Ke Data Sabse Mahan

Sabko Samjhte Ek Sa, Raja Jo Ya Runk Ho,
Bhed Or Bhaav Ke Mita Rahe Kalunk Ko
Sabko Samjhte Nij Santaan, Shirdi Ke Data Sabse Mahaan

Sai Ram Sai Shyam Sai Bhagwan,Shirdi Ke Data Sabse Mahan

Sai Ke Dwaar Har Ghadi, Satya Ki Barkha Ho Rahi, 
Juthe Is Jahaan Ke, Paap Kale Dho Rahi, 
Karte Hai Shanka Ka Samadhaan, Shirdi Ke Data Sabse Mahan

Sai Ram Sai Shyam Sai Bhagwan,Shirdi Ke Data Sabse Mahan

Dard Hitt Kashish Bhaari, Sai Se Nirmal Preet Lo,
Dushmani Jo Kar Rahe, Unke Dil Bhi Jith Lo,
Sabpe Chalate Prem Ke Baand, Shirdi Ke Data Sabse Mahan

Sai Ram Sai Shyam Sai Bhagwan,Shirdi Ke Data Sabse Mahan

Sai Hame Sikha Rahe, Sabka Malik Ek Hai,
Ek Si Nazar Se Woh, Rahe Sabhi Ko Dekh Hai,
Karte Na Sehte Jo Abhimaan, Shirdi Ke Data Sabse Mahan

Sai Ram Sai Shyam Sai Bhagwan,Shirdi Ke Data Sabse Mahan

Sai Ke Dwar Sheesh Dhar, Do Ghadi Jo So Gaye,
Nafroto Ke Naag Bhi, Vish Rahit Woh Ho Gaye, 
Har Ek Mushkil Karte Aasan, Shirdi Ke Data Sabse Mahan

Sai Ram Sai Shyam Sai Bhagwan,Shirdi Ke Data Sabse Mahan

Sai Ke Dur Asar Hota, Har Deeyi Fariyaad Ka, 
Be Aulad Pa Gaye Sukh Wahan Aulad Ka,
Bejaan Bhi Wahan Pa Gaye Jaan, Shirdi Ke Data Sabse Mahan

Sai Ram Sai Shyam Sai Bhagwan,Shirdi Ke Data Sabse Mahan

Duur Andhere Kar Rahi, Sai Bhajan Ki Roshni, 
Rog Sog Har Rahi, Sai Naam Sanjeevani, 
Shradha Sahuli Ka Dete Hai Daan, Shirdi Ke Data Sabse Mahan

Sai Ram Sai Shyam Sai Bhagwan,Shirdi Ke Data Sabse Mahan

Sauf Shudh Hoti Hai, Jin Dilon Ki Bahavana,
Poori Hoti Unki He, Sai Ke Dwaar Kamana, 
Kasht Mitate Kasht Nidaan, Shirdi Ke Data Sabse Mahaan.

Sai Ram Sai Shyam Sai Bhagwan,Shirdi Ke Data Sabse Mahan

Sai Ki Doli Se Kabhi, Tum Bhagut Le Bhi Lo,
Har Bala Se Ladne Ki, Daivya Shakti Le Bhi Lo,
Jag Main Bhadate Bhakto Ki Shaan, Shirdi Ke Data Sabse Mahaan. 

Sai Ram Sai Shyam Sai Bhagwan,Shirdi Ke Data Sabse Mahan

Astha Main Bheeg Ke, Sai Ko Jo Pukarte,
Sai Khewiya Ban Ke Hi, Unki Nayiya Parte,
Manki Dasha Woh Lete Hai Jaan, Shirdi Ke Data Sabse Mahan

Sai Ram Sai Shyam Sai Bhagwan,Shirdi Ke Data Sabse Mahan

Chamtkari Sai Baba Ne, Jab Nirale Khel Kiye,
Divya Anokhe Pani Se, Jal Gaye The Sab Diye,
Pal Main Kiya Chuur Abhimaan, Shirdi Ke Data Sabse Mahan

Sai Ram Sai Shyam Sai Bhagwan,Shirdi Ke Data Sabse Mahan

Jin Kroor Dushto Ne, Darr Dilon Main Bhar Diya,
Seedhe Sadhe Sant Ne, Sahi Marg Unko Dikha Diya, 
Daya Dharm Ka Woh Dete Hain Gyan, Shirdi Ke Data Sabse Mahan

Sai Ram Sai Shyam Sai Bhagwan,Shirdi Ke Data Sabse Mahan

Sai Ke Dwar Jo Jukhe, Mail Mann Ka Saaf Ho,
Kusoor Sabke Sai Ne Maaf Kiya Apna Kar,
Kehta Abhi Hai Sara Jahan, Shirdi Ke Data Sabse Mahan

Sai Ram Sai Shyam Sai Bhagwan,Shirdi Ke Data Sabse Mahan

Duniya Bhar Ki Manate(namete), Sai Ji Ke Paas Hai, 
Maang Le Jo Hai Mangna, Phir Kyun Itna Udaas Hai 
Sabko Hi Sukh Ka Denge Vardaan, Shirdi Ke Data Sabse Mahan

Sai Ram Sai Shyam Sai Bhagwan,Shirdi Ke Data Sabse Mahan

Nischay Vriksh Ko Yahan, Falte Hamne Dekha Hai, 
Khotay Sikkon Ko Hi To, Chalte Hamne Dekha Hai, 
Shraadha Ka Dete Sada Vardaan,Shirdi Ke Data Sabse Mahan

Sai Ram Sai Shyam Sai Bhagwan,Shirdi Ke Data Sabse Mahan

Nischay Vriksh Ko Yahan,Falte Hamne Dekha Hai
Khote Sikko Ko Bhi Toh,Chalte Humne Dekha Hai
Shradha Ka Dete Sada Vardan,Shirdi Ke Daata Sabse Mahan

Sai Ram Sai Shyam Sai Bhagwan,Shirdi Ke Data Sabse Mahan

Meethi Vani Ka Sada,Ras Yahan Se Maangiye
Kirti Aur Samman Sang,Yash Yahan Se Maangiye
Binti Woh Lete Bhakto Ki Maan,Shirdi Ke Daata Sabse Mahan

Sai Ram Sai Shyam Sai Bhagwan,Shirdi Ke Data Sabse Mahan

Sai Ji Se Yog Ka,Kuch To Gyan Lijiye
Aatma Ko Satya Ki,Kuch Khurakh Dijiye
Ghar Baithe Paoge Tum Bhagwan,Shirdi Ke Daata Sabse Mahan

Sai Ram Sai Shyam Sai Bhagwan,Shirdi Ke Data Sabse Mahan

Sai Ke Dwar Milgayee,Jinko Saanchi Naukri
Sai Daya Se Unki To,Saath Puste Tar Gayee
Dete Alokik Khusiyon Ka Daan,Shirdi Ke Daata Sabse Mahan

Sai Ram Sai Shyam Sai Bhagwan,Shirdi Ke Data Sabse Mahan

Jis Kisine Sai Ka,Jaap Dil Se Kar Liya
Rehematon Se Usne Hi,Apne Ghar Ko Bhar Liya
Rehne Na Dete Dukh Ka Nisan,Shirdi Ke Daata Sabse Mahan

Sai Ram Sai Shyam Sai Bhagwan,Shirdi Ke Data Sabse Mahan

Allah Issu Sat Guru,Prabhu Ke Tino Roop Hain
Tino Ko Mila Bana,Sai Ka Yeh Swarup Hai
Puja Jinki Karta Jahan,Shirdi Ke Daata Sabse Mahan

Sai Ram Sai Shyam Sai Bhagwan,Shirdi Ke Data Sabse Mahan

Dur Karlo Man Se Tum,Pehle Yeh Durbhavna
Preet Tumari Jo Sacchi Ho,Poorn Hogi Kamana
Chalbal Lete Hain Pehchan,Shirdi Ke Daata Sabse Mahan


Sai Sudha Se Ant Ho,Paap Aur Santap Ka
Sai Ne Hi Sikha Diya,Gur Hai Paschyatap Ka
Agyani Ko Dete Hain Gyan,Shirdi Ke Daata Sabse Mahan

Sai Ram Sai Shyam Sai Bhagwan,Shirdi Ke Data Sabse Mahan

Ninda Dwesh Tajke Jo,Sai Sharan Mein Aa Gaye
Karuna Aur Sadbhav Ka,Anand Woh Hi Pa Gaye
Sachaai Pe Hain Kurban,Shirdi Ke Daata Sabse Mahan

Sai Ram Sai Shyam Sai Bhagwan,Shirdi Ke Data Sabse Mahan

Prem Asru Jo Bahaye,Sai Charan Ko Dhoyega
Uske Jeevan Ka Jahar,Pal Mein Amrit Hoyega
Kaanto Ko Karte Pusp Saman,Shirdi Ke Daata Sabse Mahan

Sai Ram Sai Shyam Sai Bhagwan,Shirdi Ke Data Sabse Mahan

Jis Bhi Deha Ko Pran De,Sai Kala Dikhayenge
Chod Use Yamraj Bhi,Khali Laut Jayenge
Kar Teri Vidhina Ka Vividhan,Shirdi Ke Daata Sabse Mahan

Sai Ram Sai Shyam Sai Bhagwan,Shirdi Ke Data Sabse Mahan

Jahan Chade Insan Hi,Kat Te Hi Insan Ki
Zarurat Hain Wahan Badi,Sai Ki Pawan Gyan Ki
Neki Se Roke Badi Ka Tufan,Shirdi Ke Daata Sabse Mahan

Sai Ram Sai Shyam Sai Bhagwan,Shirdi Ke Data Sabse Mahan

Kehta Humko Shirdi Ka,Kankan Yeh Pukarke
Sai Ka Pyar Paana Toh,Beej Bolo Pyar Ki
Pyar Ka Duja Naam Bhagawan,Shirdi Ke Daata Sabse Mahan

Sai Ram Sai Shyam Sai Bhagwan,Shirdi Ke Data Sabse Mahan

Dekhkar Dukhiyon Ko ,Jinke Dil Pighal Gaye
Unko Daya Ke Roop Mein,Sai Baba Mil Gaye
Sabko Bulate Woh Dayawan,Shirdi Ke Daata Sabse Mahan

Sai Ram Sai Shyam Sai Bhagwan,Shirdi Ke Data Sabse Mahan

Dhoka Jo Doge Sai Ko,Khud Hi Dhoka Khayoge
Lok Aur Parlok Mein,Kahin Na Bakhse Jaoge
Mein Hi Nahi Yeh Kehta Jahan,Shirdi Ke Daata Sabse Mahan

Sai Ram Sai Shyam Sai Bhagwan,Shirdi Ke Data Sabse Mahan

Sai Jinko Pyare Hain,Woh Deewane Sai Ke
Unke Liye Hi Khul Gaye,Divya Khajane Sai Ke
Woh Neet Karte Yahi Gudgaan,Shirdi Ke Daata Sabse Mahan

Sai Ram Sai Shyam Sai Bhagwan,Shirdi Ke Data Sabse Mahan

Jab Kahin Nirdos Man,Sai Ko Hi Bulayenge
Chod Shirdi Pal Mein Hi,Sai Daude Ayenge
Dukh Harlenge Daya Ke Nidhan,Shirdi Ke Data Sabse Mahan

Sai Ram Sai Shyam Sai Bhagwan,Shirdi Ke Data Sabse Mahan


Sai Ram Sai Shyam Sai Bhagwan Lyrics in Kannada:
-------------------------------------------------------------
<in progress>


Sai Ram Sai Shyam Video:
------------------------------------

Friday 26 September 2014

Pavamana Jagada Prana Song Lyrics


Lyrics in Kannada:
---------------------------
ಪವಮಾನ ಪವಮಾನ ಜಗದಾ ಪ್ರಾಣಾ
ಸಂಕರುಷಣ ಭವಭಯಾರಣ್ಯ ದಹನ |ಪ|

ಶ್ರವಣವೆ ಮೊದಲಾದ ನವವಿಧ ಭಕುತಿಯ
ತವಕದಿಂದಲಿ ಕೊಡು ಕವಿಗಳ ಪ್ರಿಯ ||

ಹೇಮ ಕಚ್ಚುಟ ಉಪವೀತ ಧರಿಪ ಮಾರುತ ಕಾಮಾದಿ ವರ್ಗ ರಹಿತ
ವ್ಯೋಮಾದಿ ಸರ್ವವ್ಯಾಪುತ ಸತತ ನಿರ್ಭೀತ ರಾಮಚಂದ್ರನ ನಿಜದೂತ
ಯಾಮ ಯಾಮಕೆ ನಿನ್ನಾರಾಧಿಪುದಕೆ
ಕಾಮಿಪೆ ಎನಗಿದು ನೇಮಿಸಿ ಪ್ರತಿದಿನ
ಈ ಮನಸಿಗೆ ಸುಖಸ್ತೋಮವ ತೋರುತ
ಪಾಮರ ಮತಿಯನು ನೀ ಮಾಣಿಪುದು |1|

ವಜ್ರ ಶರೀರ ಗಂಭೀರ ಮುಕುಟಧರ ದುರ್ಜನವನ ಕುಠಾರ
ನಿರ್ಜರ ಮಣಿದಯಾ ಪಾರ ವಾರ ಉದಾರ ಸಜ್ಜನರಘವ ಪರಿಹಾರ
ಅರ್ಜುನಗೊಲಿದಂದು ಧ್ವಜವಾನಿಸಿ ನಿಂದು
ಮೂರ್ಜಗವರಿವಂತೆ ಗರ್ಜನೆ ಮಾಡಿದಿ
ಹೆಜ್ಜೆ ಹೆಜ್ಜೆಗೆ ನಿನ್ನ ಅಬ್ಜ ಪಾದದ ಧೂಳಿ
ಮಾರ್ಜನದಲಿ ಭವ ವರ್ಜಿತನೆನಿಸೊ |2|

ಪ್ರಾಣ ಅಪಾನ ವ್ಯಾನೋದಾನ ಸಮಾನ ಆನಂದ ಭಾರತಿ ರಮಣ
ನೀನೆ ಶರ್ವಾದಿ ಗೀರ್ವಾಣಾದ್ಯಮರರಿಗೆ ಜ್ಞಾನಧನ ಪಾಲಿಪ ವರೇಣ್ಯ
ನಾನು ನಿರುತದಲಿ ಏನೇನೆಸಗಿದೆ
ಮಾನಸಾದಿ ಕರ್ಮ ನಿನಗೊಪ್ಪಿಸಿದೆನೊ
ಪ್ರಾಣನಾಥ ಸಿರಿವಿಜಯವಿಠಲನ
ಕಾಣಿಸಿ ಕೊಡುವದು ಭಾನು ಪ್ರಕಾಶ |3|

Lyrics in English:
------------------------------------------
pavamAna pavamAna jagadaa prANA sankaruShaNa
bhavabhayAraNya dahana ||

shravaNave modalAda navavidha bhakutiya
tavakadindali koDu kavigaLa priya ||

hEma kachchuTa upavIta dharipa mAruta
kAmAdi varga rahita
vyOmAdi sarvavyAputa satata nirbhIta
rAmachaMdrana nijadUta
yAma yAmake ninnArAdhipudake
kAmipe enagidu nEmisi pratidina
ee manasige suKastOmava tOruta
pAmara matiyanu nI mANipudu

vajra sharIra gaMbhIra mukuTadhara durjanavana kuThAra
nirjara maNidayA pAra vAra udAra sajjanaraghava parihAra
arjunagolidandu dhvajavAnisi nindu
mUrjagavarivante garjane mADidi
hejje hejjege ninna abja pAdada dhULi
mArjanadali bhava varjitaneniso

prANa apAna vyAnOdAna samAna Ananda bhArati ramaNa
neene sharvAdi gIrvANAdyamararige gnAnadhana pAlipa vareNya
nAnu nirutadali yenenesagide
mAnasAdi karma ninagoppisideno
prANanAtha sirivijayaviThalana
kANisi koDuvadu bhAnu prakAsha

Video:
---------------------


Jaya janardhana krishna/ಜಯ ಜನಾರ್ಧನ ಕೃಷ್ಣ


Get Android Application from Play Store
https://play.google.com/store/apps/details?id=com.successmobigroup.jaijanardhana

In kannada:
----------------------

ಜಯ ಜನಾರ್ಧನ ಕೃಷ್ಣ ರಾಧಿಕಾಪತೇ
ಜನ ವಿಮೋಚನ ಕೃಷ್ಣ ಜನ್ಮ ಮೋಚನ
ಗರುಡ ವಾಹನ ಕೃಷ್ಣ ಗೋಪಿಕಾ ಪತೇ
ನಯನ ಮೋಹನ ಕೃಷ್ಣ ನೀರಜೇಕ್ಷಣ

ಸುಜನ ಬಾಂಧವ ಕೃಷ್ಣ ಸುಂದರ ಕೃತೆ
ಮದನ ಕೋಮಲ ಕೃಷ್ಣ ಮಾಧವ ಹರೇ
ವಸುಮತಿ ಪತೇ ಕೃಷ್ಣ ವಾಸವಾನುಜ
ವರಗುಣಾಕರ ಕೃಷ್ಣ ವೈಷ್ಣವಾಕೃತೆ

ಸುರಚಿರಾನನ ಕೃಷ್ಣ ಶೌರ್ಯವಾರಿಧೆ
ಮುರಹರ ವಿಭೋ ಕೃಷ್ಣ ಮುಕ್ತಿದಾಯಕ
ವಿಮಲಪಾಲಕ ಕೃಷ್ಣ ವಲ್ಲಭಿಪತೆ
ಕಮಲಲೋಚನಾ ಕೃಷ್ಣ ಕಾಮ್ಯದಾಯಕ

ವಿಮಾಲಗಾತ್ರನೇ ಕೃಷ್ಣ ಭಕ್ತವತ್ಸಲ
ಚರಣ ಪಲ್ಲವಂ ಕೃಷ್ಣ ಕರುಣ ಕೋಮಲಮ್
ಕುವಲೈಕ್ಷಣ ಕೃಷ್ಣ ಕೋಮಲಾಕೃತೆ
ತವ ಪದಾಮ್ಬುಜಂ ಕೃಷ್ಣ ಶರಣಾಮಾಶ್ರಯೆ

ಭುವನ ನಾಯಕ ಕೃಷ್ಣ ಪಾವನಾಕೃತೆ
ಗುಣಗಣೋಜ್ವಲಾ ಕೃಷ್ಣ ನಳಿನಲೋಚನ 
ಪ್ರಣಯವಾರಿಧೆ ಕೃಷ್ಣ ಗುಣಗಣಾಕರ
ದಾಮಸೋದರ ಕೃಷ್ಣ ದೀನ ವತ್ಸಲ

ಕಾಮಸುಂದರ ಕೃಷ್ಣ ಪಾಹಿ ಸರ್ವಾದಾ
ನರಕನಾಶನ ಕೃಷ್ಣ ನರಸಹಾಯಕ
ದೇವಕಿಸುತ ಕೃಷ್ಣ ಕಾರುಣ್ಯಾಂಭುದೇ
ಕಂಸಾನಾಶನ ಕೃಷ್ಣ ದ್ವಾರಕಾಸ್ಥಿತ 

ಪಾವನಾತ್ಮಕ ಕೃಷ್ಣ ದೇಹಿ ಮಂಗಳಂ
ತ್ವತ್ ಪದಾಮ್ಬುಜಂ ಕೃಷ್ಣ ಶ್ಯಾಮ ಕೋಮಲಮ್
ಭಕ್ತವತ್ಸಲ ಕೃಷ್ಣ ಕಾಮ್ಯದಾಯಕ
ಪಾಲಿಸೆನ್ನನೂ ಕೃಷ್ಣ ಶ್ರೀಹರಿ ನಮೋ

ಭಕ್ತದಾಸ ನಾ ಕೃಷ್ಣ ಹರಸು ನೀ ಸದಾ
ಕಾದು ನಿಂತೇನಾ ಕೃಷ್ಣ ಸಲಹೆಯಾ ವಿಭೋ
ಗರುಡ ವಾಹನ ಕೃಷ್ಣ ಗೋಪಿಕಾ ಪತೇ
ನಯನ ಮೋಹನ ಕೃಷ್ಣ ನೀರಜೇಕ್ಷಣ

In English:

Jaya Janardhana Krishna Radhika Pate
Jana vimochana Krishna Janma Mochana
Garuda Vahana Krishna Gopika Pathe
Nayana mohana Krishna Neerajekshana

Sujana Baandhava Krishna Sundara kruthe
Madana Komala Krishna Madhava Hare
vasumati Pathe Krishna vaasavaanuja
varaguNaakara Krishna vaishnavaakruthe

Surachiraanana Krishna Shouryavaaridhe
Murahara vibho Krishna muktidaayaka
vimalapaalaka Krishna vallabhipate
Kamalalochana Krishna kamyadaayaka

Vimalagaatrane Krishna Bhaktavatsala
Charana pallavam Krishna Karuna Komalam
KuvalaikshaNa Krishna komalaakruthe
tava padambujam Krishna sharanamaashraye

Bhuvana naayaka Krishna paavanaakruthe
GuNagaNojwala Krishna Nalinalochana
Pranayavaaridhe Krishna guNagaNaakara
daamasodara Krishna deena vatsala

Kaamasundara Krishna paahi sarvadaa
Narakanaashana Krishna Narasahaayaka
Devaki sutha Krishna KaruNyambhude
Kamsanaashana Krishna Dwarakasthitha

Paavanaatmaka Krishna dehi mangaLam
Tvatpadaambujam Krishna Shyama komalam
Bhaktavatsala Krishna Kaamyadayaka
Paalisennanu Krishna Srihari namo

Bhaktadaasa naa Krishna Harasu Nee sadaa
Kaadu ninthenaa Krishna Salaheyaa Vibho
Garuda vaahana Krishna Gopika Pathe
Nayana mohana Krishna Neerajekshana

Video:
--------------